Zaroori tha lyrics in hindi । ज़रूरी था । Rahat Fateh Ali Khan

Zaroori tha lyrics in hindi । ज़रूरी था । Rahat Fateh Ali Khan

Zaroori tha lyrics in hindi song sung by Rahat Fateh Ali Khan. Zaroori tha is a heart touching song. This beautiful song zaroori tha lyrics in hindi ( ज़रूरी था ) written by Khalil-Ur-Rehman Qamar. Rahat fateh ali khan song zaroori tha commonly known as batao yaad hai tumko lyric. Music of this song given by Sahir Ali Bagga. This song album name is Back 2 Love. Vocals & Words : Rahat Fateh Ali Kha. This latest song is featuring Kushal Tandon, Gauhar Khan & Rahat Fateh Ali Khan. I hope so would love to hear the song. If any kind of song you need bengali lyrics, hindi lyrics and english lyrics sure, you can easily get this website.

Zaroori tha lyrics in hindi song details । ज़रूरी था । Rahat Fateh Ali Khan

Song Title/Song Name : Zaroori tha – ज़रूरी था .
Singer/Vocal/Music Artist : Rahat Fateh Ali Khan.
Lyrics/Song Lyric/Lyricist/Song Writer : Khalil-Ur-Rehman Qamar.
Album Name/Movie/Drama : Back 2 Love.
Tune/Music Composer : Ali Bagga.
Music/Music Director/Music Composition : Ali Bagga.
Cast : Kushal Tandon, Gauhar Khan & Rahat Fateh Ali Khan.
Music Label/Music Produced by : Universal Music.
Language : Hindi.
Release Year : 2014.

Zaroori tha lyrics Rahat Fateh Ali Khan । लौंग लाची

Below is the zaroori tha lyrics in english song (Banglish).

Lafz kitne hi
Tere pairon se lipte honge
Tune jab aakhiri khat
Mera jalaya hoga
Tune jab phool
Kitabon se nikale honge
Dene wala bhi tujhe
Yaad toh aaya hoga

Teri aankhon ke dariya ka
Utarrna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha

Zaroori tha ke hum dono
Tawaaf-e-aarzoo karte
Magar phir aarzuon ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarrna bhi zaroori tha

Batao yaad hai tumko
Woh jab dil ko churaya tha
Churai cheez ko tumne
Khudka ghar banaya tha

Woh jab kehte the mera naam
Tum tasbih mein padhte ho
Mohabbat ki namazo ko
Qaza karne se darte ho

Magar ab yaad aata hai
Woh baatein thi mahaz baatein
Kahin baaton hi baaton me
Mukarna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

Wahi hai sooratein apni
Wahin main hoon wahi tum ho
Magar khoya huva hoon main
Magar tum bhi kahin gum ho

Mohabbat me mein daga ki thi
So kaafir the so kafir hain
Mili hain manzilein phir bhi
Musafir the musafir hain

Tere dil ke nikaale hum
Kahan bhatke kahan pahunche
Magar bhatke toh yaad aya
Bhatakna bhi zaroori tha

Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ke hum dono
Tawaaf-e-aarzoo karte

Magar phir aarzuon ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya
Ka utarna bhi zaroori tha

__ Rahat fateh ali khan zaroori tha lyrics in english song (Banglish) – End __

लौंग लाची। राहत फ़तेह अली खान

गीत / गीत का नाम : लौंग लाची.
संगीत कलाकार : राहत फ़तेह अली खान.
गीतकार : खलील-उर-रहमान कमर.
एल्बम / फिल्में : पीछे 2 प्यार.
गीत का माधुर्य / संगीतकार : अली बग्गा.
संगीत संगीतकार / संगीत निर्देशक / संगीत : अली बग्गा.
कलाकार : कुशाल टंडन, गौहर खान और राहत फतेह अली खान।.
लेबल / संगीत उत्पादन : यूनिवर्सल म्यूजिक.
भाषा : हिन्दी.
रिलीज का साल: 2014.

लौंग लाची ।  Zaroori tha lyrics in hindi rahat fateh ali khan

Below is the zaroori tha lyrics in hindi ( हिन्दी ).

लफ्ज़ कितने ही तेरे पैरों से लिपटे होंगे
तूने जब आख़िरी खत मेरा जलाया होगा
तूने जब फूल किताबों से निकाले होंगे
देने वाला भी तुझे याद तो आया होगातेरी आँखों के दरिया का
उतरना भी ज़रूरी था
मोहब्बत भी ज़रूरी थी
बिछड़ना भी ज़रूरी था
ज़रूरी था की हम दोनों
तवाफ़े आरज़ू करते
मगर फिर आरज़ूओं का
बिखरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का
उतरना भी ज़रूरी था

बताओ याद है तुमको
वो जब दिल को चुराया था
चुराई चीज़ को तुमने
ख़ुदा का घर बनाया था

वो जब कहते थे
मेरा नाम तुम तस्बीह में पढ़ते हो
मोहब्बत की नमाज़ों को
कज़ा करने से डरते हो
मगर अब याद आता है
वो बातें थी महज़ बातें
कहीं बातों ही बातों में
मुकरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का
उतरना भी ज़रूरी था

वही हैं सूरतें अपनी
वही मैं हूँ, वही तुम हो
मगर खोया हुआ हूँ मैं
मगर तुम भी कहीं गुम हो
मोहब्बत में दग़ा की थी
सो काफ़िर थे सो काफ़िर हैं
मिली हैं मंज़िलें फिर भी
मुसाफिर थे मुसाफिर हैं
तेरे दिल के निकाले हम
कहाँ भटके कहाँ पहुंचे
मगर भटके तो याद आया
भटकना भी ज़रूरी था

मोहब्बत भी ज़रूरी थी
बिछड़ना भी ज़रूरी था
ज़रूरी था की हम दोनों
तवाफ़े आरज़ू करते
मगर फिर आरज़ूओं का
बिखरना भी ज़रूरी था
तेरी आँखों के दरिया का
उतरना भी ज़रूरी था

Zaroori tha lyrics in hindi । ज़रूरी था । Rahat Fateh Ali Khan

__ Rahat fateh ali khan zaroori tha lyrics in hindi ( हिन्दी ) – End __

Zaroori tha lyrics in hindi song info & FAQs

Q : Who is the singer of zaroori tha song?
Ans: Rahat Fateh Ali Khan.

Q : Which album the zaroori tha song is from?
Ans: Back 2 Love.

Q : Who wrote the lyrics in hindi of zaroori tha song?
Ans: Khalil-Ur-Rehman Qamar.

Q : Who is the music composer of zaroori tha song?
Ans: Ali Bagga.

More Song Lyrics : Vaaste lyrics in english । ध्वनि भानुशाली वास्ते

Was this helpful?

2 / 0